Hello friends ek bar phir se aap ka swagat hai, dosto internet to ham sabhi use karte hai. kabhi ham mobile me use karte hai

internet use karne ke madhyam bhi kai tarh ke hai. jaise-laptop/computer me dongle, wifi ka use karte hai

Ab jo ham laptop /pc me internet access karte hai vo hum keval apne system me hi access kar pate hai

Par kya aapne kabhi socha hai ki kya hum apne laptop ko wifi hotspot ke rup me use kar sakte hai.

Ya ham Apne laptop ke internet data ko share kaise kar sakte hai. 

Jaise ham apne android mobile device me hotspot se data share karte hai

Vaise hi aap laptop/pc ka bhi data share kar sakte hai. To aaj ham janane wale hai ki ham apne pc/laptop ka data kaise share kar sakte hai.

Laptop Me WiFi Hotspot Kaise Open Karte Hai? जानकारी के लिए नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करें?